Showing posts with label Parveen Shakir. Show all posts
Showing posts with label Parveen Shakir. Show all posts
Sunday, 20 August 2017
Saturday, 12 August 2017
Too mera kuch nahi lagta ha magar jaan e hayat | Parveen Shakir - Urdu Poetry Lovers
Too mera kuch nahi lagta ha magar jaan e hayat
Janay kyun teray liye dil ko dharakta dekhon
Parveen Shakir
Urdu Poetry Lovers
Janay kab tak teri tasveer nigahon mein rahi | Parveen Shakir - Urdu Poetry Lovers
Aitraaf
Janay kab tak teri tasveer nigahon mein rahi
Hogai raat teray Aks ko taktay taktay
Mein nay phir teray tasawar kay kisi lamhay mein
Teri tasveer pay lab rakh diye ahista say
Parveen Shakir
Urdu Poetry Lovers
Sab rutain aa kay chali jati hein | Parveen Shakir - Urdu Poetry Lovers
Sab rutain aa kay chali jati hein
Mousam e gham too hijrat karta
Bhayriye Mujh ko kahan paa saktay
Wo agar meri hifazat karta
Parveen Shakir
Urdu Poetry Lovers
Tuesday, 8 August 2017
Main jab bhi chahon usay choo kay dekh sakti hun | Parveen shakir Poetry - Urdu Poetry Lovers
Main jab bhi chahon usay choo kay dekh sakti hun
Magar wo shakhs kay lagta ha ab bhi khuwab jaisa
Parveen shakir Poetry
Urdu Poetry Lovers
Janay sy pehlay usnay meray aanchal say | Parveen Shakir - Urdu Poetry Lovers
Janay sy pehlay usnay meray aanchal say
Aik fiqra bandh diya
I will miss you
Sara Safar khushbu mein basaa rahaa
Parveen Shakir
Urdu Poetry Lovers
Jahan Sawaal ky badlay sawaal hta ha | Parveen Shakir - Urdu Poetry Lovers
Jahan Sawaal ky badlay sawaal hota ha
Wahan say Muhabbaton ka Zawaal hota ha
Kisi ko Apna bnana hunar he sahi
Kisi ka ban kay rehna kamaal hota ha
Parveen Shakir
Urdu Poetry Lovers
Sunday, 6 August 2017
Bohat say log thay Mehmaan meray ghar lekin - Urdu Poetry Lovers
Bohat say log thay Mehmaan meray ghar lekin
Wo janta tha kay ha ehtamam kis kay liye
Urdu Poetry Lovers
Subscribe to:
Posts (Atom)