Showing posts with label Wasi Shah. Show all posts
Showing posts with label Wasi Shah. Show all posts

Tuesday 19 September 2017

Jo Apni baat say hum ko mukarna parh jaye | Wasi Shah - Sad Urdu Poetry

Jo Apni baat say hum ko mukarna parh jaye 

Too aesy jenay say behtar ha Marna parh jaye

Ye hijar aesay ha Jesay zakham zakham hn aur

Namak ki kaan say hum ko guzarna parh jaye

Kuch iss tarah say Wasi Zindagi guzari ha

Jo kaam aata nahi ho wo karna parh jaye

Wasi Shah 

Sad Urdu Poetry

Jo Apni baat say hum ko mukarna parh jaye | Wasi Shah - Sad Urdu Poetry Ghazal, Sad Poetry, Wasi Shah,

Thursday 31 August 2017

Chaand Nikla ha aao | Romantic Urdu Poetry - Wasi Shah

Chaand Nikla ha aao  

Aaj ki raat 

itni baatain karain Kay thakk jayen ...!

Wasi Shah

Romantic Urdu Poetry

Chaand Nikla ha aao | Romantic Urdu Poetry - Wasi Shah 2 line Urdu Poetry, Romantic Poetry

Wednesday 30 August 2017

Kon jheelay teri sachaiyon ko | Wasi Shah - Sad Urdu Poetry

Kon jheelay teri sachaiyon ko 

Zindagi Aankhen mundi rehnay daay

Wasi Shah 

 Sad Urdu Poetry

Kon jheelay teri sachaiyon ko | Wasi Shah - Sad Urdu Poetry 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry, Aankhen Shayari,

Be Panah qarb mein thi phir bhi wasi - Wasi Shah

Be Panah qarb mein thi phir bhi wasi  

Uss Muhabbat ki Mout ka dukh ha

Wasi Shah

Be Panah qarb mein thi phir bhi wasi - Wasi Shah 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry, Dard Shayari,

Saturday 12 August 2017

Been karti hui Aankhen ye pareeshan zulfain | Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry lovers

Been karti hui Aankhen ye pareeshan zulfain 

Aur kya chahtay ho uss say Muhabbat kar kay

Wasi Shah Poetry 

Urdu Poetry lovers

Been karti hui Aankhain ye pareeshan zulfain - Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry lovers

Ikk yehi Aas kafi hai Meray jeenay mein | Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry lovers

Ikk yehi Aas kafi hai Meray jeenay mein  

Dil nahi ap dharaktay hain meray seenay mein

Tujh say jo ghao milay dil say laga letay hain

Kitni lazat hai teri zaat kay gham pinay mein

Wasi Shah Poetry

Urdu Poetry lovers

Ikk yehi Aas kafi hai Meray jeenay mein - Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry lovers

Tumhain maloom hai jaana | Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry lovers

Tumhain maloom hai jaana 

Kay tum bhi aik Qatil ho

Meray andar ka aik hansta hua insaan

Tum nay maar dalaa hai

Wasi Shah Poetry

Urdu Poetry lovers

Tumhain maloom hai jaana Wasi Shah Poetry Urdu Poetry lovers

Saturday 4 March 2017

Hum say Zindagi ki Haqeqat na Pocho Wasi | Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry Lovers

Hum say Zindagi ki Haqeqat na Pocho 

Wasi

Buhat Pur Khuloos Log Thay Jo Tanha Kar gaye

        Wasi Shah Poetry

               Urdu Poetry Lovers

Hum say Zindagi ki Haqeqat na Pocho Wasi | Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry Lovers

Thursday 2 March 2017

Jo Marr Chukay hain Tumhain Unki Fikar hai Lekin | Wasi shah - Urdu Poetry Lovers

Jo Marr Chukay hain Tumhain Unki Fikar hai Lekin 

Joo Marr Rahy hain , Tumhain unkaa Kuch Malaal nahi

                    Urdu Poetry Lovers

Jo Marr Chukay hain Tumhain Unki Fikar hai Lekin | Wasi shah - Urdu Poetry Lovers

Tumhain Bhulana he Awwal too dastrass main Nahi | Wasi Shah - Urdu Poetry Lovers

Tumhain Bhulana he Awwal too dastrass main Nahi 

Jo Ikhtiyar Bhi hota too kya Bhula Detay

 Wasi Shah          

   Urdu Poetry Lovers

Tumhain Bhulana he Awwal too dastrass main Nahi | Wasi Shah - Urdu Poetry Lovers

Aj Bhi Wo Taqaduss Bhari Raat Mehki hui hai | Wasi Shah - Urdu Poetry Lovers

Aj Bhi Wo Taqaduss Bhari Raat Mehki hui hai 

Wasi 

Mein Kisi mein , Koi Mujh mein Dhaltaa raha , Chaand Jalta raha

Wasi Shah      

        Urdu Poetry Lovers

Aj Bhi Wo Taqaduss Bhari Raat Mehki hui hai  | Wasi Shah - Urdu Poetry Lovers

Wo kah Rahi Thi Samundar nahi Hain Aankhain Hain | Wasi Shah - Urdu Poetry Lovers

Wo kah Rahi Thi Samundar nahi Hain Aankhain Hain

Main Unn main Doob gaya Aitbaar Kartay huay

            Wasi Shah

          Urdu Poetry Lovers

Lutaa diya Hum Nay Apna Sub Kuch Hasil e Zindagi | Wasi Shah - Urdu Poetry Lovers

Lutaa diya Hum Nay Apna Sub Kuch Hasil e Zindagi

Wasi

Badshah Say Faqeer huay Sirf Wafa ki Talaash main

                  Urdu Poetry Lovers

Bhool jana too Rasm e Dunia hai Wasi - Urdu Poetry Lovers

                               Bhool jana too Rasm e Dunia hai Wasi 

                             Tum nay Bhula kr konsa Kamaal kardia

                    Urdu Poetry Lovers

         

Wednesday 1 March 2017

Khoob Rakha hai Rafaqat ka Bharam usnay | Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry Lovers

Khoob Rakha hai Rafaqat ka Bharam usnay 

Wasi

Katt Chukay Haath too Phir Haath Milanay aye

 Wasi Shah Poetry      

 Urdu Poetry Lovers

Thursday 23 February 2017

Tumhara Naam likhnay ki ijazat chinn gai jab saay - Urdu Poetry Lovers

Tumhara Naam likhnay ki ijazat chinn gai jab saay

 Koi bhi Lafz likhta hn too Ankhein Bheeg jatii hain

Hazaroun Mosmoun ki Hukmarani hai Meray Dil pr

Wasi Main jb bhi Tanhaa hn too Ankhein Bheeg jatii hain....

               Urdu Poetry Lovers