Showing posts with label Dard Shayari. Show all posts
Showing posts with label Dard Shayari. Show all posts

Wednesday 26 July 2017

Kesi guzar rahi hai sabhi pochtay too hain - Urdu Poetry lovers

Kesi guzar rahi hai sabhi poochte to hain 

Kesay guzaar raha hun koi poochta he nahi

Urdu Poetry lovers

Kesi guzar rahi hai sabhi poochte to hain  Kesay guzaar raha hun koi poochta he nahi Urdu Poetry lovers 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry, Dard Shayari,

Monday 10 July 2017

Barsoon baad bhi shamil hai meri saanson main - Urdu poetry lovers

Barsoon baad bhi shamil hai meri saanson main  

Too agar nasha hota too kab ka utar gya hota

   Urdu poetry lovers

Barsoon baad bhi shamil hai meri saanson main   Too agar nasha hota too kab ka utar gya hota Urdu poetry lovers 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry, Dard Shayari,

Monday 3 July 2017

Saturday 1 July 2017

Teray jaanay say kuch youn hua meri duniya par asar - Urdu Poetry lovers

Teray jaanay say kuch youn hua meri duniya par asar  

Har taraf gehri tareeki har taraf tanha tanhai

Urdu poetry lovers

Teray jaanay say kuch youn hua meri duniya par asar   Har taraf gehri tareeki har taraf tanha tanhai urdu poetry lovers 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry, Dard Shayari,

Friday 30 June 2017

bay basi hai udaasi hai aur dard hai - Urdu poetry lovers

bay basi hai udaasi hai aur dard hai  

Sab hai meray pass bss ik tum he nahi ho

    Urdu poetry lovers

bay basi hai udaasi hai aur dard hai   Sab hai meray pass bss ik tum he nahi ho Urdu poetry lovers 2 line Urdu Poetry, Dard Shayari, Sad Poetry,

Muhabbat ho bhi jaye too kabhi izhaar matt karna - Urdu poetry lovers

Muhabbat ho bhi jaye too kabhi izhaar matt karna  

Ye Duniya sachy jazbon ki bari toheen karti hai

   Urdu poetry lovers

Muhabbat ho bhi jaye too kabhi izhaar matt karna   Ye Duniya sachy jazbon ki bari toheen karti hai Urdu poetry lovers 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry, Dard Shayari, Aansu Shayari, Ishq Shayari,

Dushmani main kahan wo hotay hain - Urdu Poetry Lovers

Dushmani main kahan wo hotay hain 

 Dosti main jo Waar mumkin hain 

       Urdu Poetry Lovers

Dushmani main kahan wo hotay hain  Dosti main jo Waar mumkin hain Urdu Poetry Lovers 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry, Dard Shayari,

Wo bhi chup chap saa kahin baith kay rota hoga - Urdu poetry lovers

Wo bhi chup chap saa kahin baith kay rota hoga 

 Main bhi raaton ko zraa dayr say ghar jata hn

    Urdu poetry lovers

Wo bhi chup chap saa kahin baith kay rota hoga - Urdu poetry lovers 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry, Dard Shayari, Aansu Shayari,

Wednesday 28 June 2017

Umar too pehlay hee mukhtasir thi | Sad Urdu Poetry - Urdu Poetry Lovers

Umar too pehlay he mukhtasir thi

Kya tumhara roothna lazim tha

 Sad Urdu Poetry

  Urdu Poetry Lovers

Umar too pehlay hee mukhtasir thi | Sad Urdu Poetry - Urdu Poetry Lovers 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry, Dard Shayari,


Sunday 25 June 2017

Haath ki nabz kaat baitha hoon | Sad Urdu Poetry - Urdu poetry lovers

Haath ki nabz kaat baitha hoon  

Shayad too khoon kay saath nikal jaye dil say

Sad Urdu Poetry

   Urdu poetry lovers

Haath ki nabz kaat baitha hoon | Sad Urdu Poetry - Urdu poetry lovers 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry, Dard Shayari,

Friday 23 June 2017

Bin bulaye aajata hai Sawaal nahi karta | Sad Urdu Poetry - Urdu Poetry Lovers

Bin bulaye aajata hai Sawaal nahi karta 

Kyun Tera khayal Aakhir mera khayal nahi karta

   Sad Urdu Poetry 

  Urdu Poetry Lovers

Bin bulaye aajata hai Sawaal nahi karta | Sad Urdu Poetry - Urdu Poetry Lovers

Friday 26 May 2017

Dard itna hai har ragg main hai Mehshar barpa | Faiz Ahmad Faiz - Urdu Poetry Lovers

Dard itna hai har ragg main hai Mehshar barpa 

Aur Sakoon aisa kay Marr janay ko jee Chahta hai

       Faiz Ahmad Faiz

   Urdu Poetry Lovers

Dard itna hai har ragg main hai Mehshar barpa | Faiz Ahmad Faiz - Urdu Poetry Lovers

          

Friday 12 May 2017

Dard e dozakh bhi lutf e jannat bhi | Mirza Ghalib - Urdu Poetry Lovers

Dard e dozakh bhi lutf e jannat bhi 

Haye Kya Chez hai Ghalib ye Muhabbat bhi

         Mirza Ghalib

               Urdu Poetry Lovers

Dard e dozakh bhi lutf e jannat bhi | Mirza Ghalib - Urdu Poetry Lovers