Itne Zalim na bano kuch to Murawat Seekho
""Ghalib""
Tum Pay Martaay hain Too Kiaa Maar he daaloo gay hamain?
Kabhii Yooun bhi Too Hoo
Sooni hr Manzil hoo
Koi Na Meray Saath hoo
""Zaid""
Aur Tum Aao....
Lagii thi Aag Darakhtoon ko Ik Zamaanaa hua
Dhuwaan saa Aaj bhi Uthtaa hai Ashiyanoo say....
Tum Meri Ankh kay Tewar na Bhulaa Paoo Gay
Ankahii Baat ko Samjho gay Too Yaad aongaa......
Yaad karkay Mujhay Takleef he hti Hogi
Aik Qissa hn Puraana saa Bhulaa daay Mujhkoo ..........
Itnaa Asaan Nahi Shehr-e-Muhabbat ka Pata
""Mohsin""
Khud Bhataktaay hain Yahan Raah Batanay Walaay....
Too naay Andaz-e-Muhabbat Daikhaa hai Andaz-e-Wafaa Nahi
Pinjaraay Khool bhi doo Too Kuch Parindaay Jaya Nahi Kartaay....
Baay wajha Nahi Rota Ishq main Koi
Ghalib
Jisay Khud say barh kar Chaho wo Rulata Zaroor hai
Uljhaa Rahii Hai Mujh ko Yehii Kashmakash Musalsal
""Mohsin""
Wo Aabasaa hain Mujh main Ya Main Uss main Khoo gya Hn........
Chandanii Raat Kaay Khamoosh Sitaroon ki Qasam
Dil main Ab Teraay Siwaa koi bhi Abaad Nahi.....
Meri Muhabbatein bhi Ajeeb thiin , Mera Faizz bhi tha Kamaal par
Kabhi Sab Kuch Milaa binaa talaab , Kabhii Kuch na Mila Sawaal pr
Judaa Ho Kar Bhi Donoo jee Rahy Hain Aik Mudaat Saay
Kabhi Donoo he Kahtaay Thay Kaay Aisa hoo Nahi Saktaa...
Mout bhi Kam Khoubsoorat Too Nahi Hogi
Jo Bhi Iss say Miltaa hai Zindagi Choorh jata hai.....
Saara Karishmaa Muhabbat Ka Hai Warnaa
Pathaar ki Diwaaroon ko Kon Taj Mahal Kehta Hai...
Agar Tum Ijazaat Doo
To Chand Lafzooon main Kah Dalein
Keh Tum Bin Mar too Saktay Hain
Tum Bin Jee Nahi Saktaay..