Friday, 1 September 2017
Thursday, 31 August 2017
Chaand Nikla ha aao | Romantic Urdu Poetry - Wasi Shah
Chaand Nikla ha aao
Aaj ki raat
itni baatain karain Kay thakk jayen ...!
Wasi Shah
Romantic Urdu Poetry
Wednesday, 30 August 2017
Bana Kr Faqeeron Ka Hum Bhais Ghalib | Mirza Ghalib - Sad Urdu Poetry
Bana Kr Faqeeron Ka Hum Bhais Ghalib
Tamashaye ehal e karam dekhtay hain
Mirza Ghalib
Sad Urdu Poetry
Thursday, 24 August 2017
Jab jab dard ka baadal chaya - Urdu Poetry Lovers
Jab jab dard ka baadal chaya
Jab ghum ka saya lehraya
Jab aansoo palkon tak aya
Jab yeh tanha dil ghabraya
Humne dil ko yeh samjhaya
Dil aakhir tu kyun rota hai
Duniya mein yunhi hota hai
Yeh jo gehre sannate hain
Waqt ne sabko hi baante hain
Thoda ghum hai sabka qissa
Thodi dhoop hai sabka hissa
Aankh teri bekaar hi nam hai
Har pal ek naya mausam hai
Kyun tu aise pal khota hai
Dil aakhir tu kyun rota hai
Urdu Poetry Lovers
Sunday, 20 August 2017
Mumkinah Faislon mein aik hijar ka faisla bhi tha | Parveen Shakir - Urdu Poetry lovers
Mumkinah Faislon mein aik hijar ka faisla bhi tha
Hum nay too aik baat ki thi Uss nay kamaal kar diya
Parveen Shakir
Urdu Poetry lovers
Saturday, 12 August 2017
Been karti hui Aankhen ye pareeshan zulfain | Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry lovers
Been karti hui Aankhen ye pareeshan zulfain
Aur kya chahtay ho uss say Muhabbat kar kay
Wasi Shah Poetry
Urdu Poetry lovers
Ikk yehi Aas kafi hai Meray jeenay mein | Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry lovers
Ikk yehi Aas kafi hai Meray jeenay mein
Dil nahi ap dharaktay hain meray seenay mein
Tujh say jo ghao milay dil say laga letay hain
Kitni lazat hai teri zaat kay gham pinay mein
Wasi Shah Poetry
Urdu Poetry lovers
Tumhain maloom hai jaana | Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry lovers
Tumhain maloom hai jaana
Kay tum bhi aik Qatil ho
Meray andar ka aik hansta hua insaan
Tum nay maar dalaa hai
Wasi Shah Poetry
Urdu Poetry lovers
Jab kisi ko Cheekh cheekh kar Ehsaas dilao gay - Urdu Poetry Lovers
Jab kisi ko Cheekh cheekh kar Ehsaas dilao gay
Kay tum meray liye eham ho
Too wo apnay aap mein baraa hota jayga
Aur tum usky liye ghair eham hotay jao gay
Urdu Poetry Lovers
Subscribe to:
Posts (Atom)