Friday, 1 September 2017

Chaand nikla too mein logon say lipat lipat kar roya - Eid Poetry

Chaand nikla too mein logon say lipat lipat kar roya  

Gham kay Aanso thay jo khushiyon kay bahanay niklay

Eid Poetry

Chaand nikla too mein logon say lipat lipat kar roya - Eid Poetry 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry, EID Poetry,

Suna ha wo aye ga Eid par milnay - Eid Poetry

Suna ha wo aye ga Eid par milnay  

Agar ye Sach ha too phir Eid hum bhi manaa lain gay

Eid Poetry

Suna ha wo aye ga Eid par milnay   Agar ye Sach ha too phir Eid hum bhi manaa lain gay Eid Poetry 2 line Urdu Poetry, Romantic Poetry,

Chaand Eid ka dilkash ha maanta hon - Eid Poetry

Chaand Eid ka dilkash ha maanta hon  

Husan e jaana say magar haar jaye ga

Eid Poetry

Chaand eid ka dilkash ha maanta hon - Eid Poetry 2 line Urdu Poetry, Romantic Poetry,

Jab chahain hum eid mana lein - Eid Poetry

Jab chahain hum eid mana lein  

Chaand hamara Apna ha

Eid Poetry

Jab chahain hum eid mana lein - Eid Poetry 2 line Urdu Poetry, Romantic Poetry,

Thursday, 31 August 2017

Chaand Nikla ha aao | Romantic Urdu Poetry - Wasi Shah

Chaand Nikla ha aao  

Aaj ki raat 

itni baatain karain Kay thakk jayen ...!

Wasi Shah

Romantic Urdu Poetry

Chaand Nikla ha aao | Romantic Urdu Poetry - Wasi Shah 2 line Urdu Poetry, Romantic Poetry

Wednesday, 30 August 2017

Kon jheelay teri sachaiyon ko | Wasi Shah - Sad Urdu Poetry

Kon jheelay teri sachaiyon ko 

Zindagi Aankhen mundi rehnay daay

Wasi Shah 

 Sad Urdu Poetry

Kon jheelay teri sachaiyon ko | Wasi Shah - Sad Urdu Poetry 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry, Aankhen Shayari,

Haqeqat kuch aur he hoti hai - Sad Urdu Poetry

Haqeqat kuch aur he hoti ha

Har Gum sum insaan Pagal nahi hota

Sad Urdu Poetry

Haqeqat kuch aur he hoti hai - Sad Urdu Poetry 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry,

Bana Kr Faqeeron Ka Hum Bhais Ghalib | Mirza Ghalib - Sad Urdu Poetry

Bana Kr Faqeeron Ka Hum Bhais Ghalib  

Tamashaye ehal e karam dekhtay hain

Mirza Ghalib  

Sad Urdu Poetry

Bana Kr Faqeeron Ka Hum Bhais Ghalib | Mirza Ghalib - Sad Urdu Poetry 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry,

Mein nay Patharoon ko Pighla diya ha - Sad Urdu Poetry

Mein nay Patharoon ko Pighla diya ha  

Aik Tera Dil Phigalta nahi

Sad Urdu Poetry 

Mein nay Patharoon ko Pighla diya ha - Sad Urdu Poetry 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry, Dard Shayari,

Be Panah qarb mein thi phir bhi wasi - Wasi Shah

Be Panah qarb mein thi phir bhi wasi  

Uss Muhabbat ki Mout ka dukh ha

Wasi Shah

Be Panah qarb mein thi phir bhi wasi - Wasi Shah 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry, Dard Shayari,

Thursday, 24 August 2017

Jab jab dard ka baadal chaya - Urdu Poetry Lovers

Jab jab dard ka baadal chaya

Jab ghum ka saya lehraya

Jab aansoo palkon tak aya

Jab yeh tanha dil ghabraya

Humne dil ko yeh samjhaya

Dil aakhir tu kyun rota hai

Duniya mein yunhi hota hai

Yeh jo gehre sannate hain

Waqt ne sabko hi baante hain

Thoda ghum hai sabka qissa

Thodi dhoop hai sabka hissa

Aankh teri bekaar hi nam hai

Har pal ek naya mausam hai

Kyun tu aise pal khota hai

Dil aakhir tu kyun rota hai

Urdu Poetry Lovers

Sunday, 20 August 2017

Mumkinah Faislon mein aik hijar ka faisla bhi tha | Parveen Shakir - Urdu Poetry lovers

Mumkinah Faislon mein aik hijar ka faisla bhi tha  

Hum nay too aik baat ki thi Uss nay kamaal kar diya

Parveen Shakir

Urdu Poetry lovers

Mumkinah Faislon mein aik hijar ka faisla bhi tha | Parveen Shakir - Urdu Poetry lovers

Saturday, 12 August 2017

Been karti hui Aankhen ye pareeshan zulfain | Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry lovers

Been karti hui Aankhen ye pareeshan zulfain 

Aur kya chahtay ho uss say Muhabbat kar kay

Wasi Shah Poetry 

Urdu Poetry lovers

Been karti hui Aankhain ye pareeshan zulfain - Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry lovers

Ikk yehi Aas kafi hai Meray jeenay mein | Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry lovers

Ikk yehi Aas kafi hai Meray jeenay mein  

Dil nahi ap dharaktay hain meray seenay mein

Tujh say jo ghao milay dil say laga letay hain

Kitni lazat hai teri zaat kay gham pinay mein

Wasi Shah Poetry

Urdu Poetry lovers

Ikk yehi Aas kafi hai Meray jeenay mein - Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry lovers

Tumhain maloom hai jaana | Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry lovers

Tumhain maloom hai jaana 

Kay tum bhi aik Qatil ho

Meray andar ka aik hansta hua insaan

Tum nay maar dalaa hai

Wasi Shah Poetry

Urdu Poetry lovers

Tumhain maloom hai jaana Wasi Shah Poetry Urdu Poetry lovers