Saturday 12 August 2017

Uthanay ko Dil chahay tera har naaz barish mein - Urdu Poetry Lovers

Uthanay ko Dil chahay tera har naaz barish mein  

Kay bhaata nahi koi naraz Mujh ko Barish mein

Thatartay lab , lutiin uljhain Simat'ta bheegta Aanchal

Kay hota hai Munfarid kab mera andaz barish mein

Urdu Poetry Lovers