Wednesday, 30 August 2017

Kon jheelay teri sachaiyon ko | Wasi Shah - Sad Urdu Poetry

Kon jheelay teri sachaiyon ko 

Zindagi Aankhen mundi rehnay daay

Wasi Shah 

 Sad Urdu Poetry

Kon jheelay teri sachaiyon ko | Wasi Shah - Sad Urdu Poetry 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry, Aankhen Shayari,

Haqeqat kuch aur he hoti hai - Sad Urdu Poetry

Haqeqat kuch aur he hoti ha

Har Gum sum insaan Pagal nahi hota

Sad Urdu Poetry

Haqeqat kuch aur he hoti hai - Sad Urdu Poetry 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry,

Bana Kr Faqeeron Ka Hum Bhais Ghalib | Mirza Ghalib - Sad Urdu Poetry

Bana Kr Faqeeron Ka Hum Bhais Ghalib  

Tamashaye ehal e karam dekhtay hain

Mirza Ghalib  

Sad Urdu Poetry

Bana Kr Faqeeron Ka Hum Bhais Ghalib | Mirza Ghalib - Sad Urdu Poetry 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry,

Mein nay Patharoon ko Pighla diya ha - Sad Urdu Poetry

Mein nay Patharoon ko Pighla diya ha  

Aik Tera Dil Phigalta nahi

Sad Urdu Poetry 

Mein nay Patharoon ko Pighla diya ha - Sad Urdu Poetry 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry, Dard Shayari,

Be Panah qarb mein thi phir bhi wasi - Wasi Shah

Be Panah qarb mein thi phir bhi wasi  

Uss Muhabbat ki Mout ka dukh ha

Wasi Shah

Be Panah qarb mein thi phir bhi wasi - Wasi Shah 2 line Urdu Poetry, Sad Poetry, Dard Shayari,

Thursday, 24 August 2017

Jab jab dard ka baadal chaya - Urdu Poetry Lovers

Jab jab dard ka baadal chaya

Jab ghum ka saya lehraya

Jab aansoo palkon tak aya

Jab yeh tanha dil ghabraya

Humne dil ko yeh samjhaya

Dil aakhir tu kyun rota hai

Duniya mein yunhi hota hai

Yeh jo gehre sannate hain

Waqt ne sabko hi baante hain

Thoda ghum hai sabka qissa

Thodi dhoop hai sabka hissa

Aankh teri bekaar hi nam hai

Har pal ek naya mausam hai

Kyun tu aise pal khota hai

Dil aakhir tu kyun rota hai

Urdu Poetry Lovers

Sunday, 20 August 2017

Mumkinah Faislon mein aik hijar ka faisla bhi tha | Parveen Shakir - Urdu Poetry lovers

Mumkinah Faislon mein aik hijar ka faisla bhi tha  

Hum nay too aik baat ki thi Uss nay kamaal kar diya

Parveen Shakir

Urdu Poetry lovers

Mumkinah Faislon mein aik hijar ka faisla bhi tha | Parveen Shakir - Urdu Poetry lovers

Saturday, 12 August 2017

Been karti hui Aankhen ye pareeshan zulfain | Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry lovers

Been karti hui Aankhen ye pareeshan zulfain 

Aur kya chahtay ho uss say Muhabbat kar kay

Wasi Shah Poetry 

Urdu Poetry lovers

Been karti hui Aankhain ye pareeshan zulfain - Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry lovers

Ikk yehi Aas kafi hai Meray jeenay mein | Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry lovers

Ikk yehi Aas kafi hai Meray jeenay mein  

Dil nahi ap dharaktay hain meray seenay mein

Tujh say jo ghao milay dil say laga letay hain

Kitni lazat hai teri zaat kay gham pinay mein

Wasi Shah Poetry

Urdu Poetry lovers

Ikk yehi Aas kafi hai Meray jeenay mein - Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry lovers

Tumhain maloom hai jaana | Wasi Shah Poetry - Urdu Poetry lovers

Tumhain maloom hai jaana 

Kay tum bhi aik Qatil ho

Meray andar ka aik hansta hua insaan

Tum nay maar dalaa hai

Wasi Shah Poetry

Urdu Poetry lovers

Tumhain maloom hai jaana Wasi Shah Poetry Urdu Poetry lovers

Jab kisi ko Cheekh cheekh kar Ehsaas dilao gay - Urdu Poetry Lovers

Jab kisi ko Cheekh cheekh kar Ehsaas dilao gay  

Kay tum meray liye eham ho

Too wo apnay aap mein baraa hota jayga

Aur tum usky liye ghair eham hotay jao gay 

Urdu Poetry Lovers


Raaz daaron say bach kay chalta hoon - Urdu poetry lovers

Raaz daaron say bach kay chalta hoon  

Ghum guzaron say bach kay chalta hoon

Mujh ko dhoka diya saharoon nay

Ab saharoon say bach kay chalta hoon

Urdu poetry lovers


Uthanay ko Dil chahay tera har naaz barish mein - Urdu Poetry Lovers

Uthanay ko Dil chahay tera har naaz barish mein  

Kay bhaata nahi koi naraz Mujh ko Barish mein

Thatartay lab , lutiin uljhain Simat'ta bheegta Aanchal

Kay hota hai Munfarid kab mera andaz barish mein

Urdu Poetry Lovers


Uske he bazoaon mein aur usko he sochtay rahay - Urdu Poetry Lovers

Uske he bazoaon mein aur usko he sochtay rahay  

Jisam ki khuwahishon pay thay rooh kay aur jaal bhi

Urdu Poetry Lovers




Too mera kuch nahi lagta ha magar jaan e hayat | Parveen Shakir - Urdu Poetry Lovers

Too mera kuch nahi lagta ha magar jaan e hayat  

Janay kyun teray liye dil ko dharakta dekhon

Parveen Shakir 

 Urdu Poetry Lovers